Sunday, July 6, 2014

 Ban jaane de woh phool jo tere baag kee shaan badha de.Kyun hota hai aksar yeh jeevan mein mere saath. . . Jab hoon tanhaa nahin de paata apna haath . . na koi hota sahara na koi puchta dobara.
Joojh joojh kar jab thak jaati hoon kissi ke saath ko taras jaati hoon . . Ghar aur dil ka kona soona aur khaali paati hoon. Kab hogi yeh tanhayee khatam? Kab milega mujhe mera punar janam. . .
Ya phir Milegi is jeevan raah mein tanhaiyaan.. badhaien .koi to mujhe bataade..
 Kyun hota hai aksar yeh jeevan mein mere saath. . . Jab hoon tanhaa nahin de paata apna haath . . na koi hota sahara na koi puchta dobara.

Joojh joojh kar jab thak jaati hoon kissi ke saath ko taras jaati hoon . . Ghar aur dil ka kona soona aur khaali paati hoon. Kab hogi yeh tanhayee khatam? Kab milega mujhe chain kab aayega sukoon....

No comments:

Post a Comment